1
   

Hindi ... anyone?

 
 
vinsan
 
  1  
Reply Sat 8 Oct, 2005 04:46 am
the prince wrote:
nahin yaar. Dandiya aata nahin hai aur vaise bhi, abhi bahut busy hoon travel karne ke liye

Pahlguni pathank pasand bhi nahin hai mujhe

Fame gurkul dekhte ho ?


Garaba mujhe bhi kahaa itna accha aataa hai....but Sakalp mein kisi rock star ke Concert jaisaa maahol hota hai .... Zeal, Zest and Fun!

FAME GURUKUL - Aajkal Nahi dekhataa! mujhe pasand nahi hai... jyaadaa hi bhadakila (Overexaggerated) program hote jaa rahaa hai

I liked INDIAN IDOL though.... I am looking forward for the next session.

Uske baad KBC I feel is damn good... Mr. Bachchan is a very good Host... unki Hindi bahut hi sabhya aur shuddh hai... What say Question

Aur to koi Hindi program itnaa bhaataa nahi hai ... Discovery dekhta hoon.. Globe Trakker, ... tumhe lagega its "JUST ANOTHER" travel program but they catch the soul of a country.. India, China & Brazil trips were touching.

Apart from that .... Extreme Machines, WINGS programs achche lagtein hai. Engineer hoon to technology ke baare mein updates acheche lagate hai. Smile

International programs main FRIENDS (Who wouldn't love it! Smile ), WILL & GRACE (Grace, Jack, Will are Owesome... their Comic timing is perfect), Desperate Housewives (a very Nice cast) dekhata hoon. Smile

Whats your favorites though?
0 Replies
 
spidergal
 
  1  
Reply Sat 8 Oct, 2005 06:04 am
arre bhai!! main bhi hoon yahan
introduction doon?
85% aye hain class 12th ke exam mein. science side hoon aur my dream is to be a millionaire by age 21. booker prize jeetna hai indian ke liye....
rehte hain up mein aur kuchhh?????
0 Replies
 
vinsan
 
  1  
Reply Mon 10 Oct, 2005 05:34 am
spidergal wrote:
arre bhai!! main bhi hoon yahan
introduction doon?
85% aye hain class 12th ke exam mein. science side hoon aur my dream is to be a millionaire by age 21. booker prize jeetna hai indian ke liye....
rehte hain up mein aur kuchhh?????


Hey spidergal.... I am a BE in software engineering from Mumbai University .... science mein madat chaahiye to bolo ..... Cool
0 Replies
 
the prince
 
  1  
Reply Mon 10 Oct, 2005 05:49 am
Indian idol shayad yahan nahin aata. Lekin Fame Gurkul jaroor dekhta hoon agar ghar pe hua (Fri raat ko aata hai, aur Fri shaam se mera ghoomna shuru ho jata hai)

Jyada TV nahin dekhta, time hi nahin hai - lekin har Bollywood pic ko jaroor dekhta hoon. Is weekend Aaashiq banaya aapne dekhi - bilkul bakwas. Dansh khareed ke laya hoon, suna hai woh achchi picture hai.
0 Replies
 
vinsan
 
  1  
Reply Tue 11 Oct, 2005 02:28 am
the prince wrote:
Indian idol shayad yahan nahin aata. Lekin Fame Gurkul jaroor dekhta hoon agar ghar pe hua (Fri raat ko aata hai, aur Fri shaam se mera ghoomna shuru ho jata hai)

Jyada TV nahin dekhta, time hi nahin hai - lekin har Bollywood pic ko jaroor dekhta hoon. Is weekend Aaashiq banaya aapne dekhi - bilkul bakwas. Dansh khareed ke laya hoon, suna hai woh achchi picture hai.


Aashiq Banya apne ka director 21 saal ka hai ..... usne thoda college romance daalane ki koshish ki hai ... but jitnee Dil Chahta Hai fresh thee utanee koi bhi aur college life based recent film achchi nahi hai....

Dansh ke baare mein kuchch pata nahi.
0 Replies
 
spidergal
 
  1  
Reply Tue 11 Oct, 2005 10:49 am
vaise main science mein kafi achhi hoon, but chemistry men kabhi-2 confusion hota hain.
zaroor poochhoongee, thanks for the offer,vinsan.

and yes, main ek research start karne jaa rahi hoo. will tell ya more.
0 Replies
 
spidergal
 
  1  
Reply Tue 11 Oct, 2005 07:18 pm
engineers ki life bahut boring hoti hain naa??
0 Replies
 
vinsan
 
  1  
Reply Wed 12 Oct, 2005 11:34 am
If u are a Engineer from mumbai, you will have NO time for feeling bored... Assigments, clas tests and semester exams often when everybody else enjoy vacations like Xmas or Summer.... Smile

But I miss my Engineering days... Days I still don't believe are passed now... Crying or Very sad
0 Replies
 
spidergal
 
  1  
Reply Thu 13 Oct, 2005 03:52 am
dusshera pe kya kiya?
0 Replies
 
the prince
 
  1  
Reply Thu 13 Oct, 2005 07:43 am
office aaya, saare din ghisa, ghar gaya, khana khaya, so gaya
0 Replies
 
vinsan
 
  1  
Reply Thu 13 Oct, 2005 08:39 am
the prince wrote:
office aaya, saare din ghisa, ghar gaya, khana khaya, so gaya


That was Exciting :wink:

Maine ek Samsung Home Theater kharida aur Lord Of the rings aur Abyss dekhi. Bahut Timepass kiya. .... Actually ghar pe hi baitha thaa kyunki uske pahale din maine bahut Dandiya khelaa. Haath pair kaam se gaye the. So gharpe baithake films dekhi... Bassss
0 Replies
 
spidergal
 
  1  
Reply Thu 13 Oct, 2005 09:45 am
maine ek cchota sa ravan banaya tha, pure neighbourhood ko accumulate kar ke phoda, fun!!
0 Replies
 
dinsa
 
  1  
Reply Sat 15 Oct, 2005 01:01 pm
kudos spidey!
0 Replies
 
dinsa
 
  1  
Reply Sat 15 Oct, 2005 01:06 pm
Achha, Mumbai mein traffic ki kya condition hai?

Yahaan per to bus, poochho mat!


Aaj ek rickshaw to thhok diya maine apni car se, dad bagal mein bathe the. Khoob daant pari!

Lekin,man, that was....er...woh, meri galti nahin thi( i know, aisa sab kehte hain accident ke bad) main horn de rahi thie, woh hat hi nahi raha tha, i thought ab isko hatane ka ek hi rasta hai.....thok do!
0 Replies
 
vinsan
 
  1  
Reply Thu 20 Oct, 2005 03:35 am
dinsa wrote:
Achha, Mumbai mein traffic ki kya condition hai?

Yahaan per to bus, poochho mat!


Aaj ek rickshaw to thhok diya maine apni car se, dad bagal mein bathe the. Khoob daant pari!

Lekin,man, that was....er...woh, meri galti nahin thi( i know, aisa sab kehte hain accident ke bad) main horn de rahi thie, woh hat hi nahi raha tha, i thought ab isko hatane ka ek hi rasta hai.....thok do!


Diwali mein kya plans hai sabke?

Main toh Goa jaa raha hoon 4 dino ke liye 11-14 Nov ko. Koi hogaa wahan jo mil sakey?
0 Replies
 
boolean z
 
  1  
Reply Mon 31 Oct, 2005 12:58 pm
tum logo ki baate achchi lagi ..

diwali , is tommorrow and btw happy diwali ...

Duniya badi hai , lekin cyber space bahut chhota ... yeh to malum ho hi gaya ...

Vinsan bhai, BE (cse) ho ... descrete structures ki koi notes mail kardo ([email protected]).. kaam aa jayegi garib ke ... thanx ...

dont forget to see me in riddle board of this forum ...
0 Replies
 
vinsan
 
  1  
Reply Tue 1 Nov, 2005 09:48 am
Discrete Structures DS ke liye maine toh classes lagayi thi.

Agar kuchch help chihiye toh shaayad mein help kar doon... but online docs ... ummm .. I dont have any.
0 Replies
 
the prince
 
  1  
Reply Wed 2 Nov, 2005 02:07 am
Abhi abhi India ki tickets book kari. Can't wait to get there !
0 Replies
 
spidergal
 
  1  
Reply Wed 2 Nov, 2005 02:11 am
ayiye aapka intezaar tha!



London mein Diwali kaise manayi?
0 Replies
 
the prince
 
  1  
Reply Wed 2 Nov, 2005 02:28 am
office gaye, kaam kiya, ghar aaya, pooja ki, those patakhe jalaye, khana khaya aur so gaya.

is weekend doston ke saath diwali dhamaal karne ka plan hai. teen patti bhi kelne ki soch rahain hain
0 Replies
 
 

Related Topics

deutsch anyone?? - Discussion by tell me why
Languages and Thought - Discussion by rosborne979
english to latin phrase translation - Discussion by chelsea84
What other languages would you use a2k in? - Discussion by Craven de Kere
Translation of names into Hebrew - Discussion by Sandra Karl
Google searching in Russian - Discussion by gungasnake
 
  1. Forums
  2. » Hindi ... anyone?
  3. » Page 2
Copyright © 2024 MadLab, LLC :: Terms of Service :: Privacy Policy :: Page generated in 0.03 seconds on 04/27/2024 at 05:26:48