Shammi Kapoor: The kiss he didn't get from Nargis:
0 Replies
talk72000
1
Reply
Wed 5 Jan, 2011 06:58 pm
Shammi Kapoor:
Helicopter shoot in An Evening in Paris
Shammi Kapoor and Amitabh Bachchan compose a song together:
0 Replies
talk72000
1
Reply
Thu 6 Jan, 2011 08:49 pm
Bekhudi Mein Sanam
Florence Thomas - Kamran Saggu
Filmi version
Mujhe Pyar Ki Dene Wale with Jyoti & Taluja Ji
Lyrics:
Mujhey pyaar ki zindagi deeney waley
Kabhi ghum na deeena khouhsi dene waley
mujhey piyaar ki zindagi deney waley
(Muhabbat kay waadey bhula to na doogey
Kahin mujh se daaman chura to loo gay) (2)
Marey dil ki duniya hay tarey hawaley
mujhey pyaar ki zindagi deene waley
Zamaney mein tum se nahi koi pyaara (2)
yeh jaan bhi tumhari yeh dil bhi tumhara
jo na ho yaqeen to kabhi aazmalay
mujhey pyaar ki zindagi deeney waley
bharoosa hay hum ko muhaabat pe teri (2)
to phir hans kay deekho nigahon mein meri
yeh darr hay zamana juda kar na daley
Mujhey pyaar ki zindagi deeney waley
Kabhi ghum na deeena khouhsi dene waley
mujhey piyaar ki zindagi deney waley
Movie: Pyar Ka Sagar (1961)
Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhonsle
Music Director: Ravi
Lyricist: Prem Dhawan
Cast : Rajendra Kumar, Meena Kumari ,Madan Puri,O.P.Ralhan,Leela Mishra,Mohan Choti,Mallika
Director: Devendra Goel
Genre : Drama | Family | Musical
Filmi version:
0 Replies
talk72000
1
Reply
Mon 10 Jan, 2011 04:33 pm
O snam tere ho gaye hum
Dr. Sanjay and Jyoti:
[youtubel]http://www.youtube.com/watch?v=Csdgef0j2Oo&feature=related[/youtube]
Madan Mohan song medley sung by Lata Mangeshkar with Madan:
Movie: Aan Milo Sajna Cast: Asha Parekh, Rajesh Khanna Singers: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Song: Achha To Hum Chalte Hain
0 Replies
talk72000
1
Reply
Thu 13 Jan, 2011 08:31 pm
Song: Zara Si Aahat Hoti Hai
Singer: Lata Mangeshkar
Actress:Priya Rajvansh
Film: Haqeeqat
Lyrics: Zara Si Aahat Hoti Hai
Zara Si Aahat Hoti Hai To Dil Sochta Hai
Kahin Yeh Woh To Nahin
Kahin Yeh Woh To Nahin (2)
(Repeat)
Chhup Ke Seene Mein, Aaaa
Chhup Ke Seene Mein Koi Jaise Sadaa Deta Hai
Shaam Se Pehle Diya Dil Ka Jalaa Deta Hai
Hai Usi Ki Yeh Sadaa, Hai Usi Ki Yeh Adaa
Kahin Yeh Woh To Nahin (3)
Shakl Phirti Hai, Haa Aa
Shakl Phirti Hai Nigahon Mein Wohi Pyaari Si
Meri Nas Nas Mein Machalne Lagi Chingari Si
Chhoo Gayi Jism Mera, Kiske Daaman Ki Hawa
Kahin Yeh Woh To Nahin (3)
Zara Si Aahat Hoti Hai To Dil Sochta Hai
Kahin Yeh Woh To Nahin (3)
Song: Milo na tum to ham ghabraein milo jo tum aankh churayein
0 Replies
talk72000
1
Reply
Fri 14 Jan, 2011 06:55 pm
Madan Mohan medley songs:
0 Replies
talk72000
1
Reply
Fri 14 Jan, 2011 07:34 pm
Madan Mohan medley songs:
0 Replies
talk72000
1
Reply
Sat 15 Jan, 2011 01:30 pm
Song: Abhi naa jao chhod kar Sung by Harsha and Reshma at IKSG's Suur Sangam at Roy Arias Studios, NY on 11th Oct 2008
lovely greatest duet of 1961 lyrics sahir ludhiyanvi
lyrics: abhi na jao chod kar
Abhi na jaayo chhodh kar
ke dil abhi bhara nahi
abhi abhi to aayi ho
abhi abhi to
abhi abhi to aayi ho
bahaar ban ke chaayi ho
Hawa zara mahek to le
nazar zara bahek to le
Yeh shaam dhal to le zara
yeh shaam dhal to le zara
yeh dil sambhal to le zara
main thodi der jee to loon
nashe ke ghoont pi to loon
nashe ke ghoont pi to loon
abhi to kuch kaha nahi
abhi to kuch suna nahi
abhi na jaayo chhodh kar
ke dil abhi bhara nahi
Sitaare jhilmila uthe
Sitaare jhilmila uthe
chirag jagmaga uthe
bas ab na mujhko tokna
bas ab na mujhko tokna
na badhke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi
to jaa naa paoungi kabhi
yahi kahoge tum sada
ke dil abhi nahi bhara
jo khatam ho kisi jageh
yeh aisa silsila nahi
abhi nahi abhi nahi
nahi nahi nahi nahi
abhi na jaayo chhodh kar
ke dil abhi bhara nahi
Adhuri aas
Adhuri aas chhodh ke
adhuri pyaas chhodh ke
jo roz yuhi jaayogi
to kis tarah nibhaayogi
ke zindagi ki raaha mein
jawaan dilon ki chaha mein
kayi makaam aayenge
jo humko aazmaayenge
bura na maano baat ka
yeh pyar hai gila nahi
haan yehi kahoge tum sada
ke dil abhi bhara nahi
Haan dil abhi bhara nahi
Nahi nahi nahi nahi
-- Contributed by Sharad Sharma
-- Sept 06, 2003
Two stanzas that were included in the movie as a separate track not as a part of song.
dukh aur sukh ke raaste
bane hai sabke vaaste
jo gham se haar jaaoge
to kis tarah nibhaaoge
khusi mile hume ke gham
jo hoga baant lenge hum
mujhe tum aazmaao to
zaraa nazar milaao to
yeh jism do sahi magar
dilo mein faasla nahin
jahaan mein aisa kaun hai
ke jisko gham mila nahin
abhi na jaao chhodkar
ke dil abhi bhara nahi
tumhaare pyaar ki kasam
tumhaara gham hai mera gham
na yoon bujhe bujhe raho
jo dil ki baat hai kaho
jo mujhse bhi chhupaaoge
to phir kisse bataaoge
main koi gair to nahin
dilaaun kiss tarah yakin
ki tum se main judaa nahin
mujhse tum judaa nahin
tum se main judaa nahin
mujhse tum judaa nahin
abhi na jaao chhodkar
ke dil abhi bhara nahin
By Jyoti and Dr. Sanjay
[youtube]http://www.youtube.com/watch?v=hXOZ0TQCZFE&feature=related[/youtubel]
0 Replies
talk72000
1
Reply
Mon 17 Jan, 2011 08:13 pm
Ronkini- SaReGaMaPa
Ronkini Gupta singing Zara Si Aahat Hoti Hai To Dil sochtha Hai